Har bar hawa ke ek jhokhe ki tarah
Apko chhoo kar
chalaa jaaooga main
Tum dhoondte rah jaoge mere saye
Aur ek yad ban kar
chala jaaoonga main
Yaad to kyaa...
Dekhnaa ek din...
Ek aisee dastaan ban jaaoonga,
Jise likhne ko,
Har kalam tadapegi...
Ek-Ek labz, Ek-Ek alfaaz me,
Hoga woh dard...
Ke parh kar rone ko,
Har nazar tarsegi ! !!!